Lyric4U
Rang Dariya

Chehre

Watch Video
Lyrics
Yaara mujhe tu aise aa mila
Jaise kafir ko milta hai khuda
Karun lakh baari tera shukriya
Bin maange tune itna de diya
Mera safeena oh paar laga de ya tu mita de
Ya tu bana de koi zariya
Rang dariya, rang dariya
Teri aankhon ka yeh rang dariya
Soofiyana ishq ka rang dariya
Rang dariya, rang dariya
Teri aankhon ka yeh rang dariya
Soofiyana ishq ka rang dariya
Main bandeya jaaun rangeya
Main bandeya jaaun rangeya
Beparwah yeh dil jaaye kariya
Rang dariya, rang dariya
Teri aankhon ka yeh rang dariya
Soofiyana ishq ka rang dariya
Koi baande mannatein, koi maange jannatein
Main toh nacheez teri chah ka sawali hoon
Likh ke teri chahatein karde dastakhat tere
Muddaton se joh pada koi khat main khali hoon
Chale sari raahein hum sang mein tere hi rangune
Rang de tu kori yeh chadriya
Rang dariya, rang dariya
Teri aankhon ka yeh rang dariya
Soofiyana ishq ka rang dariya
Rang dariya, rang dariya
Teri aankhon ka yeh rang dariya
Soofiyana ishq ka rang dariya
Chehron ki bheed mein tu pasand aa gaya
Meri nazar mein teri tasveer rehti hai
Hua main ameer paake teri dildariyan
Sun yeh mere khwaabon ki tabeer kehti hai
Hona kabhi tu mujhse juda na chahe khudaya
Chahe khafa ho saari duniya
Rang dariya, rang dariya
Teri aankhon ka yeh rang dariya
Soofiyana ishq ka rang dariya
Rang dariya, rang dariya
Teri aankhon ka yeh rang dariya
Soofiyana ishq ka rang dariya
Main bandeya jaaun rangeya
Main bandeya jaaun rangeya
Beparwah yeh dil jaaye kariya
Rang dariya, rang dariya
Teri aankhon ka yeh rang dariya
Soofiyana ishq ka rang dariya
Watch Video