Lyric4U
Ramaiya Vastavaiya

Shree 420

Watch Video
Lyrics
Ramaiya vastavaiya, ramaiya vastavaiya
Ramaiya vastavaiya, ramaiya vastavaiya
Maine dil tujhko diya
Maine dil tujhko diya
O ramaiya vastavaiya, ramaiya vastavaiya
Ramaiya vastavaiya, ramaiya vastavaiya
Maine dil tujhko diya
Maine dil tujhko diya
O ramaiya vastavaiya, ramaiya vastavaiya
Naino mein thi pyar ki roshni
Teri aankhon mein yeh duniyadari na thi
Teri aankhon mein yeh duniyadari na thi
Tu aur tha tera dil aur tha
Tere mann mein yeh meethi kataari na thi
Tere mann mein yeh meethi kataari na thi
Main joh dukh paaun toh kya
Aaj pachtaun toh kya
Main joh dukh paaun toh kya
Aaj pachtaun toh kya
Maine dil tujhko diya
Maine dil tujhko diya
O ramaiya vastavaiya, ramaiya vastavaiya
Us desh mein, tere pardes mein
Sone chandi ke badle mein bikte hai dil
Sone chandi ke badle mein bikte hai dil
Is gaanv mein, dard ki chaanv mein
Pyar ke naam par hi dhadakte hai dil
Pyar ke naam par hi dhadakte hai dil
Chaand taaron ke tale
Raat yeh gaati chale
Chaand taaron ke tale
Raat yeh gaati chale
Maine dil tujhko diya
Maine dil tujhko diya
O ramaiya vastavaiya, ramaiya vastavaiya
Maine dil tujhko diya
Maine dil tujhko diya
O ramaiya vastavaiya, ramaiya vastavaiya
Ramaiya vastavaiya, ramaiya vastavaiya
Maine dil tujhko diya
Maine dil tujhko diya
O ramaiya vastavaiya, ramaiya vastavaiya
Yaad aati rahi, dil dukhati rahi
Apne mann ko manana na aaya humein
Apne mann ko manana na aaya humein
Tu na aaye toh kya, bhool jaaye toh kya
Pyar karke bhulana na aaya humein
Pyar karke bhulana na aaya humein
Wahin se door se hi
Tu bhi yeh kehde kabhi
Wahin se door se hi
Tu bhi yeh kehde kabhi
Maine dil tujhko diya
Maine dil tujhko diya
O ramaiya vastavaiya, ramaiya vastavaiya
Ramaiya vastavaiya, ramaiya vastavaiya
Maine dil tujhko diya
Maine dil tujhko diya
O ramaiya vastavaiya, ramaiya vastavaiya
Rasta wohi aur musafir wohi
Ek taara na jaane kahan chup gaya
Ek taara na jaane kahan chup gaya
Duniya wohi, duniya waale wohi
Koi kya jaane kiska jahaan lut gaya
Koi kya jaane kiska jahaan lut gaya
Meri aankhon mein rahe
Kaun joh mujhse kahe