Rama Re
Kaante
Lyrics
Collar ko thoda sa upar chadhake
Cigarette ke dhuein ka chhala banake
Collar ko thoda sa upar chadhake
Cigarette ke dhuein ka chhala banake
Sochna hai kya, joh hona hai hoga
Chal pade hai fikr yaar dhuein mein udake
Jaane kya hoga rama re
Jaane kya hoga maula re
Jaane kya hoga rama re
Jaane kya hoga maula re
Dollar bhi chahiye, inhe pound bhi chahiye
Sone ke sikkon ka sound bhi chahiye
Hey banda yeh dheet hai yeh kuch nahi jaanta
Banda yeh dheeth hai yeh kuch nahi jaanta
Isko joh maangta toh maal pani maangta
Sochna hai kya, joh hona hai hoga
Chal pade hai fikr yaar dhuein mein udake
Jaane kya hoga rama re
Jaane kya hoga maula re
Jaane kya hoga rama re
Jaane kya hoga maula re
Apne begaane yeh sab chhod aaye
Pyar ki rasmon ko yeh todh aaye
Anjaane raaston ke vaaste yeh
Zindagi se bhi mooh modh aaye
Sochna hai kya, joh hona hai hoga
Chal pade hai fikr yaar dhuein mein udake
Jaane kya hoga rama re
Jaane kya hoga maula re
Jaane kya hoga rama re
Jaane kya hoga maula re
Khud pe barosa hai, khud pe yakeen hai
Kar lenge kaam chahe jitna sangeen hai
Pakke hai inke joh dil mein iraade
Hai aasmaan inka, inki zameen hai
Sochna hai kya, joh hona hai hoga
Chal pade hai fikr yaar dhuein mein udake
Jaane kya hoga rama re
Jaane kya hoga maula re
Jaane kya hoga rama re
Jaane kya hoga maula re
Watch Video