Rama Rama
Love Ke Liye Kuch Bhi Karega
Lyrics
Woh hota hai woh joh bas ho jaata hai
Hota hai na jis mein kuch ho jaata hai
Woh hota hai woh joh bas ho jaata hai
Hota hai na jis mein kuch ho jaata hai
Humko ji woh ho gaya haaye rama rama
Humko ji woh ho gaya haaye rama rama
Hota hai na jis mein kuch ho jaata hai
Arre chupke chupke aise gul ho jaata hai
Arre apna ji gul ho gaya haaye rama rama
Rama rama, rama rama, haaye rama rama
O sunte hai sapno mein baatein suni huyi
Odke neendo mein hum raatein bhuni huyi
O sunte hai sapno mein baatein suni huyi
Odke neendo mein hum raatein bhuni huyi
O aankhon mein kahani hai
Khwaabon ki zubaani hai
Jaaga raat bhar subah ko main so gaya haaye rama rama
Subah ko main so gaya haaye rama rama
Mastana kadamo ko rasta judaa lage
Har patthar ka chehra jaise khuda lage
Mastana kadamo ko rasta judaa lage
Har patthar ka chehra jaise khuda lage
Dekho toh nadani hai
Samjho toh rumani hai
Jhoota sa yeh pal sacha kaise ho gaya haaye rama rama
Sacha kaise ho gaya haaye rama rama
Woh hota hai woh joh bas ho jaata hai
Haaye re hota hai na jis mein kuch ho jaata hai
Humko ji woh ho gaya
Apna ji woh kho gaya
Arre chupke se gul ho gaya
Humko ji woh ho gaya haaye rama
Watch Video