Lyric4U
Radio

Tubelight

Watch Video
Lyrics
Khushkhabri aisi mili hai
Uchhalne lage hum hawa mein
Poori huyi dil ki tamanna
Bada hi asar tha dua mein
Khushkhabri aisi mili hai
Uchhalne lage hum hawa mein
Poori huyi dil ki tamanna
Bada hi asar tha dua mein
Ban-than ke, baal bana ke
Joota polish karwa ke
Naachenge hum ta-ta-thaiya
Sajan radio o o o, bajaiyo bajaiyo bajaiyo zara
Sajan radio o o o, bajai ke sabhi ko nachaiyo zara
Sajan radio o o o, bajaiyo bajaiyo bajaiyo zara
Mere dil ka khoya sa tukda lautega ek din kabhi
Iska mujhe tha yakeen
Iska mujhe tha yakeen, jaana
Sadke mein chahe lag jaaye isko saari umar bhi meri
Hoga mujhe gham nahi
Hoga mujhe gham nahi
Afsar ke jaisa aintha
Motorgadi mein baitha
Aayega mera sipahiya
Sajan radio o o o, bajaiyo bajaiyo bajaiyo zara
Sajan radio o o o, bajai ke sabhi ko nachaiyo zara
Sajan radio o o o, bajaiyo bajaiyo bajaiyo zara
O kaaka, O mausi, O cycle wale bhaiya