Lyric4U
Rab Ko Yaad Karoon

Khuda Gawah

Watch Video
Lyrics
Rab ko yaad karoon, ek fariyaad karoon
Rab ko yaad karoon, ek fariyaad karoon
Bichda yaar mila de oye rabba
Bichda yaar mila de oye rabba
Mera dildar mila de oye rabba
Rab ko yaad karoon, ek fariyaad karoon
Rab ko yaad karoon, ek fariyaad karoon
Bichda yaar mila de oye rabba
Bichda yaar mila de oye rabba
Mera dildar mila de oye rabba
Jab se hui yeh lambi judaai
Jab se hui yeh lambi judaai
Na chain aaya, na neend aayi
Na neend aayi
Nazrein taras gayi, aankhen baras gayi
Nazrein taras gayi, aankhen baras gayi
Mujhe deedar kara de oye rabba
Mujhe deedar kara de oye rabba
Bichda yaar mila de oye rabba
Jee chahe uski baahon mein jhoolun
Jee chahe uski baahon mein jhoolun
Aankhon se dekhoon, haathon se chhu loon
Haathon se chhu loon
Main hoon bechain badi, apne beech khadi
Main hoon bechain badi, apne beech khadi
Yeh deewar gira de oye rabba
Yeh deewar gira de oye rabba
Bichda yaar mila de oye rabba
Usse bichadkar yoon jee raha hoon
Usse bichadkar yoon jee raha hoon
Jaise zehar koi pee raha hoon
Yoon jee raha hoon
Saaz-e-dil toot gaya, nagma rooth gaya
Saaz-e-dil toot gaya, nagma rooth gaya
Taar se taar mila de oye rabba
Taar se taar mila de oye rabba
Bichda yaar mila de oye rabba
Kar de kuch aisa tu haal mera
Kar de kuch aisa tu haal mera
Aa jaaye sunkar mera maseeha
Mera maseeha
Us tak pahunche khabar, aa milna hai agar
Us tak pahunche khabar, aa milna hai agar
Mujhe beemar bana de oye rabba
Mujhe beemar bana de oye rabba
Bichda yaar mila de oye rabba
Rab ko yaad karoon, ek fariyaad karoon
Rab ko yaad karoon, ek fariyaad karoon
Bichda yaar mila de oye rabba
Bichda yaar mila de oye rabba
Mera dildar mila de oye rabba
Watch Video