Lyric4U
Rab Kare

Mujhse Shaadi Karogi

Watch Video
Lyrics
O tera dil bhi jaana beqaraar ho jaaye
Tera dil bhi jaana beqaraar ho jaaye
Rab kare tujhko bhi pyar ho jaaye
Rab kare tujhko bhi pyar ho jaaye
O mera dil bhi tera talabgaar ho jaaye
Mera dil bhi tera talabgaar ho jaaye
Rab kare mujhko bhi pyar ho jaaye
Rab kare mujhko bhi pyar ho jaaye
Tu ada hai, tu mohabbat
Tu hi mera pyar hai
Mar mita hoon, mar mita hoon
Haan mujhe iqraar hai
Jaanti hoon hai shararat
Yeh joh tera pyar hai
Kya karoon main, kya karoon main
Dil ko toh inkaar hai
O tere dil pe mera ikhtiyaar ho jaaye
Tere dil pe mera ikhtiyaar ho jaaye
Rab kare tujhko bhi pyar ho jaaye
Rab kare tujhko bhi pyar ho jaaye
Main haseena naazneena
Har taraf yeh shor hai
Tu deewana ban gaya hai
Dil pe kiska zor hai
Main deewana kam nahi hoon
Haarkar na jaaonga
Dil churane aa gaya hoon
Dil chura le jaaonga
Tere dil pe mujhko aitbaar ho jaaye
Tere dil pe mujhko aitbaar ho jaaye
Rab kare mujhko bhi pyar ho jaaye
Rab kare mujhko bhi pyar ho jaaye
O tera dil bhi jaana beqaraar ho jaaye
Tera dil bhi jaana beqaraar ho jaaye
Rab kare tujhko bhi pyar ho jaaye
Rab kare tujhko bhi pyar ho jaaye
Watch Video