Lyric4U
Raat Ka Nasha

Asoka

Watch Video
Lyrics
Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahi
Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahi
Tera nasheela badan baahon ne chhoda nahi
Aankhen toh kholi magar sapna woh toda nahi
Haan wohi, woh wohi, saanson pe rakha hua tere hothon ka sapna abhi hai wahin
Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahi
Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahi
Tere bina bhi kabhi tujhse machal leti hoon
Karvat badalti hoon toh sapna badal leti hoon
Tera khayal aaye toh balkhake pal jaata hai
Paani ki chaadar tale tann mera jal jaata hai
Haan wohi, woh wohi, saanson pe rakha hua tere hothon ka sapna abhi hai wahin
Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahi
Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahi
Tere gale milne ke mausam bade hote hai
Janamo ka vaada koi yeh gham bade chote hai
Lambi si ek raat ho, lamba sa ek din mile
Bas itna sa jeena ho milan ki ghadi jab mile
Haan wohi, bas wohi, saanson pe rakha hua tere hothon ka sapna abhi hai wahin
Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahi
Raat ka nasha abhi aankh se gaya nahi
Watch Video