Raabta
Raabta
Lyrics
Tann lade toh tann mukk jaaye
Rooh jude toh judi reh jaaye
Tujhse kiya hai dil ne bayaan
Kiya nigaahon ko zubaan
Vaada wafa ka kiya
Tujhse liya hai khud ko mila
Liya duawon ka sila
Jeene ka sapna liya
Dil ke makaan mein tu mehmaan raha, raha
Aankhon ki zubaan kare hai bayaan kaha ankaha
Kuch toh hai tujhse raabta
Kuch toh hai tujhse raabta
Kyun hai yeh kaise hai yeh tu bata
Kuch toh hai tujhse raabta
Meherbani jaate jaate mujhpe kar gaya
Guzarta sa lamha ek daaman bhar gaya
Tera nazara mila, roshan sitara mila
Taqdeer ka jaise koi ishara mila
Tera ehsaan lage hai jahaan mein khila, haan khila
Sapno mein mere tera hi nishaan mila, haan mila
Kuch toh hai tujhse raabta
Kuch toh hai tujhse raabta
Kyun hai yeh kaise hai yeh tu bata
Kuch toh hai tujhse raabta
Hadh se zyada mohabbat hoti hai joh
Kehte hai ke ibaadat hoti hai woh
Kusoor hai ya koi yeh fitoor hai
Kyun lage sab kuch andhera hai, bas yehi noor hai
Kusoor hai ya koi yeh fitoor hai
Kyun lage sab kuch andhera hai, bas yehi noor hai
Joh bhi hai manzoor hai
Kuch toh hai tujhse raabta
Kuch toh hai tujhse raabta
Kyun hai yeh kaise hai yeh tu bata
Kuch toh hai tujhse raabta
Kuch toh hai tujhse raabta
Kuch toh hai tujhse raabta
Kyun hai yeh kaise hai yeh tu bata
Kuch toh hai tujhse raabta
Kya jaane kya pata
Watch Video