Lyric4U
Qayamat

Deewane

Watch Video
Lyrics
Yeh aankhen yeh masti
Yeh aankhen yeh masti yeh palken yeh kajal
Yeh zulfen yeh khushboo yeh choodi yeh payal
Qayamat qayamat qayamat qayamat
Qayamat qayamat qayamat qayamat
Yeh chehra yeh tevar yeh qatil adayen
Yeh premi yeh pagal yeh chahat yeh mohabbat
Qayamat qayamat qayamat qayamat
Qayamat qayamat qayamat qayamat
Yeh aankhen yeh masti yeh palken yeh kajal
Aashiq hai kaun woh tum aashiqui ho jiski
Shayar hai kaun woh tum shayari ho jiski
Huye tum deewane yoon hi toh nahi
Chala koi jaadu kahin na kahin
Kahin na kahin, haan kahin na kahin, kahin na kahin
Yeh jaadu yeh rangat yeh jalwa yeh jawani
Dilbar mere sanam mehboob mere yaara
Badla hai aaj kyun andaaz yeh tumhara
Karun kya koi zor chalta nahi
Sambhale se bhi dil sambhalta nahi
Sambhalta nahi, haan sambhalta nahi, sambhalta nahi
Yeh maujen yeh sagar yeh hawayen yeh mausam
Yeh mehfil yeh nagma yeh shokhi yeh aalam
Qayamat qayamat qayamat qayamat
Qayamat qayamat qayamat qayamat
Yeh aankhen yeh chehra
Yeh masti yeh tevar
Yeh palken yeh kajal
Yeh zulfen yeh premi
Yeh khushboo yeh pagal
Yeh choodi yeh chahat
Yeh payal yeh mohabbat
Qayamat qayamat qayamat qayamat
Qayamat qayamat qayamat qayamat
Haan qayamat qayamat qayamat qayamat
Haan qayamat qayamat qayamat qayamat
Watch Video