Lyric4U
Pyar Se Pyare Tum Ho (Sad)

Deewangee

Watch Video
Lyrics
Pyar se pyare tum the sanam
Jitna chaha tumko utna tha kam
Pyar se pyare tum the sanam
Jitna chaha tumko utna tha kam
Pyar is dil mein jagaya
Apno se dhoka khaya
Mar gaye tujhpe marke hum
Pyar is dil mein jagaya
Apno se dhoka khaya
Mar gaye tujhpe marke hum
Pyar se pyare tum the sanam
Jitna chaha tumko utna tha kam
Dil yeh agar patthar ka hota sanam
Na yeh toot'ta na hoti yeh aankh nam
Milta na pyar mein gham
Aa gaye kis modh pe hum
Milta na pyar mein gham
Aa gaye kis modh pe hum
Is bheed mein bhi tanhaai hai
Is bheed mein bhi tanhaai hai
Yeh pyar bada harjaai hai
Pyar is dil mein jagaya
Apno se dhoka khaya
Mar gaye tujhpe marke hum
Teri khatta hai na toh meri khatta
Na tu bewafa hai na main bewafa
Dil ko toh tootna tha
Yeh pyar ka hai dastoor
Dil ko toh tootna tha
Yeh pyar ka hai dastoor
Yeh pyar bhi hai kitna majboor
Yeh pyar bhi hai kitna majboor
Tu samne hai phir bhi hai door
Pyar is dil mein jagaya
Apno se dhoka khaya
Mar gaye tujhpe marke hum
Pyar se pyare tum the sanam
Jitna chaha tumko utna tha kam
Pyar se pyare tum the sanam
Jitna chaha tumko utna tha kam
Watch Video