Pyar Pyar Karte Karte
Judaai
Lyrics
Ui baba baraba
Ui baba baraba
Ui baba baraba baba ho
Ui baba baraba
Ui baba baraba
Ui baba baraba baba ho
Pyar pyar karte karte
Tum pe marte marte
Dil de diya, dil de diya haan haan haan
Pyar pyar karte karte
Tum pe marte marte
Dil de diya re dil de diya haan haan haan
Ya ya aayia aayia
Ya ya aayia aayia
Haan maine sab paa liya
Pyar pyar karte karte
Tum pe marte marte
Dil de diya haan dil de diya haan haan haan
Ui baba baraba
Ui baba baraba
Ui baba baraba baba ho
Ui baba baraba
Ui baba baraba
Ui baba baraba baba ho
Aa banake khwaab tumko dekhti rahun
Ui baba baraba
Ui baba baraba
Ui baba baraba baba ho
Aa banake khwaab tumko dekhti rahun
Chahaton ki aarzu mein doobti rahun
Choom le mere labon ko, mujhko thaam le
Bhool ja sare jahaan ko, mera naam le
Dekh jaaneman deewana ho gaya hoon main
Reshmi in kesuon mein kho gaya hoon main
Kho gaya hoon main
Kho gaya hoon main
Aahein bharte bharte
Tum pe marte marte
Dil de diya haan dil de diya haan haan haan
Ya ya aayia aayia
Ya ya aayia aayia
Haan maine sab paa liya
Pyar pyar karte karte
Tum pe marte marte
Dil de diya re dil de diya haan haan haan
Na koi armaan hai na koi pyaas hai
Ui baba baraba
Ui baba baraba
Ui baba baraba baba ho
Na koi armaan hai na koi pyaas hai
Har khushi har cheez ab toh mere paas hai
Bas teri tasveer aankhon mein samayi hai
Maine joh maangi dua woh rang laayi hai
Main teri baahon mein aaun ke wahan jaaun
Soch mein dooba hoon jaana main kahan jaaun
Main kahan jaaun
Main kahan jaaun
Yaara darte darte
Tum pe marte marte
Dil de diya re dil de diya haan haan haan
Ya ya aayia aayia
Ya ya aayia aayia
Haan maine sab paa liya
Pyar pyar karte karte
Tum pe marte marte
Dil de diya haan dil de diya haan haan haan
Ui baba baraba
Ui baba baraba
Ui baba baraba baba ho
Ui baba baraba
Ui baba baraba
Ui baba baraba baba ho
Ui baba baraba
Ui baba baraba
Ui baba baraba baba ho
Ui baba baraba
Ui baba baraba
Ui baba baraba baba ho
Watch Video