Pyar Lagawat
Chashme Buddoor (1981)
Lyrics
Pyar lagawat pranay mohabbat
Prem preet ya love l'amour
Naam kahi par baat wahi hai
Har kisse ki baat nayi hai
Pyar lagawat pranay mohabbat
Prem preet ya love l'amour
Naam kahi par baat wahi hai
Har kisse ki baat nayi hai
Baat na kuch kehne ki
Baat na kuch kehne ki
Baat na kuch kehne ki
Baat na kuch kehne ki
Toh kya gumsum rehne ki
Pyar lagawat pranay mohabbat
Prem preet ya love l'amour
Naam kahi par baat wahi hai
Har kisse ki baat nayi hai
Yaaron se joh aankh churaye
Dil ki dil mein baat chupaye
Dard na khole, khushi na baante
Jiske liye murawat kaante
Yaaron se joh aankh churaye
Dil ki dil mein baat chupaye
Dard na khole, khushi na baante
Jiske liye murawat kaante
Band karenge hum bhi foran usse hukka pani
Kya samjhe jaani
Pyar lagawat pranay mohabbat
Prem preet ya love l'amour
Naam kahi par baat wahi hai
Har kisse ki baat nayi hai
Pyar lagawat pranay mohabbat
Prem preet ya love l'amour
Naam kahi par baat wahi hai
Har kisse ki baat nayi hai
Dhai aakhar joh padh jaaye
Dhai aakhar joh padh jaaye
Aalim fazil guru kahaye
Aalim fazil guru kahaye
Teen yaar mein ek ki jam gayi
Do ki bhi umeedein jag gayi
Teen yaar mein ek ki jam gayi
Do ki bhi umeedein jag gayi
Chamkegi taqdeer zaroor
Samajh gaye na baat huzoor
Samajh gaye na baat huzoor
Watch Video