Pyar Kiya Nahi Jaata
Woh 7 Din
Lyrics
Pyar kiya nahi jaata ho jaata hai
Pyar kiya nahi jaata ho jaata hai
Dil diya nahi jaata kho jaata hai
Pyar kiya nahi jaata ho jaata hai
Pyar kiya nahi jaata ho jaata hai
Dil diya nahi jaata kho jaata hai
Pyar kiya nahi jaata ho jaata hai
Dil diya nahi jaata kho jaata hai
Pyar pe zor nahi koi
Neendein hazaron mein khoyi
Pyar pe zor nahi koi
Neendein hazaron mein khoyi
Aakar dil ki baaton mein
Lambi lambi raaton mein
Premi jaagte rehte hai
Is liye toh kehte hai
Ki pyar kiya nahi jaata ho jaata hai
Dil diya nahi jaata kho jaata hai
Pyar kiya nahi jaata ho jaata hai
Dil diya nahi jaata kho jaata hai
Dil ka bandhan aisa hai
Dil ka bandhan aisa hai
Haal na poocho kaisa hai
Jaan hamari jaati hai
Yaad tumhari aati hai
Yaad tumhari aati hai
Aankh se aansun behte hai
Is liye toh kehte hai
Ki pyar kiya nahi jaata ho jaata hai
Dil diya nahi jaata kho jaata hai
Pyar kiya nahi jaata ho jaata hai
Dil diya nahi jaata kho jaata hai
In jhoolon ke mausam mein
In phoolon ke mausam mein
In jhoolon ke mausam mein
In phoolon ke mausam mein
Kaante pyar chubhota hai
Dard jigar mein hota hai
Haske hum sab sehte hai
Is liye toh kehte hai
Ki pyar kiya nahi jaata ho jaata hai
Dil diya nahi jaata kho jaata hai
Pyar kiya nahi jaata ho jaata hai
Dil diya nahi jaata kho jaata hai
Pyar kiya nahi jaata ho jaata hai
Dil diya nahi jaata kho jaata hai
Watch Video