Lyric4U
Pyar Ke Jadoo

Albela (2001)

Watch Video
Lyrics
Pyar ke jadoo se toh tha ab tak anjana
Main albela main deewana
Hai bada pagal na tune itna jana
Tu albela tu mastana
Pyar ke jadoo se toh tha ab tak anjana
Main albela main deewana
Hai bada pagal na tune itna jana
Tu albela tu mastana
Arre pyar ke jadoo se toh tha ab tak anjana
Main albela main deewana
Hai bada pagal na tune itna jana
Tu albela tu mastana
Palko ki gali mein tha tera basera
Raat bhar kal maine khwaab dekha tera
Kaise main bataun kaisi thi betaabi
Ek pal kahin na chain tha zara bhi
Mujhse kehta hai mera dil ab toh tujhko yaar mushkil hai samjhana
Tu albela tu mastana
Arre pyar ke jadoo se toh tha ab tak anjana
Main albela main deewana
Hai bada pagal na tune itna jana
Tune dhadkano pe kaisa jadoo dala
Jhoomne laga hai mera mann matwala
Dekhun joh tujhe toh bekhudi si chhaye
Naam lun joh rab ka naam tera aaye
Meri jaan pe hai tera haq in baaton se main abhi tak tha begana
Main albela main deewana
Hai bada pagal na tune itna jana
Tu albela tu mastana
Pyar ke jadoo se toh tha ab tak anjana
Main albela main deewana
Haan tu albela tu mastana
Main albela main deewana
Watch Video