Lyric4U
Pyar Kar Liya Toh Kya

Kabhi Kabhie

Watch Video
Lyrics
Oye pyar kar liya toh kya, pyar hai khata nahi
Pyar kar liya toh kya, pyar hai khata nahi
Teri meri umar mein kisne yeh kiya nahi

Tere honth mere honth sil gaye toh kya hua

Dil ki tarah jism bhi mil gaye toh kya hua

Isse pehle kya kabhi yeh sitam hua nahi
Pyar kar liya toh kya, pyar hai khata nahi
Main bhi hoshmand hoon, tu bhi hoshmand hai
Us tarah jiyenge hum jis tarah pasand hai haan
Main bhi hoshmand hoon, tu bhi hoshmand hai
Us tarah jiyenge hum jis tarah pasand hai
Unki baat kyun sune jinse vaasta nahi
Pyar kar liya toh kya, pyar hai khata nahi
Rasm kya, riwaaz kya, dharm kya, samaaj kya
Dushmanon ka khauf kyun, doston ki laaj kya

Yeh woh shokh hai ki jisse koi bhi bacha nahi