Lyric4U
Pyar Ka Sajda

Bhool Bhulaiyaa

Watch Video
Lyrics
Maaf kare insaaf kare, rab ho na khafa ... ho na khafa
Jaan-e-jahaan se begaane jahaan se ab main hoon juda ... main hoon juda
Jaan liya hai maine maan liya hai maine pyar ko apna khuda
Sajda main karun pyar ka sajda
Sajda main karun yaar ka sajda
Sajda karun dedaar ka sajda

Har chahat mannat si lage
Mujhse duniya bhi jannat si lage
Khwaabon mein bikhri jhalak se mila
Main toh zameen ke falak se mila
Hosh nahi hai ab hosh nahi
Chaaya hai mujhpe nasha
Sajda main karun pyar ka sajda
Sajda main karun yaar ka sajda
Sajda karun dedaar ka sajda
Sajda main karun pyar ka sajda
Har afsana nazar se bayan
Mere ehsaas ka rang jawan
Aise jazbaaton se dil yeh mila
Jaise veerano mein phool khila
Sari fiza mein rawan hai rawan
Meri dhadkano ki sada