Lyric4U
Pyar Ka Matlab

Om Jai Jagadish

Watch Video
Lyrics
Pyar kisi se kab hota hai
Jab hona ho tab hota hai
Pyar ka kya matlab hota hai
Pyar ka kya matlab hota hai
Pyar ka matlab rab hota hai
Pyar ka matlab rab hota hai
Pyar kisi se kab hota hai
Jab hona ho tab hota hai
Pyar ka kya matlab hota hai
Pyar ka matlab rab hota hai
Pyar ka matlab rab hota hai
Koi mehsoos karke toh dekhe isse
Khoobsurat se bhi khoobsurat hai yeh
Khushboo banke yeh saanson mein ghul jaata hai
Dil ki bechainiyon ki zaroorat hai yeh
Koi mehsoos karke toh dekhe isse
Khoobsurat se bhi khoobsurat hai yeh
Khushboo banke yeh saanson mein ghul jaata hai
Dil ki bechainiyon ki zaroorat hai yeh
Iski dhadkan anjaani si
Iska dard ajab hota hai
Pyar ka kya matlab hota hai
Pyar ka matlab rab hota hai
Pyar ka matlab rab hota hai
Na subah ka pata, na khabar shaam ki
Iski chahat mein hai bas nasha hi nasha
Koi maane na maane magar sach hai yeh
Sabse hoti hai ek baar aisi khata
Na subah ka pata, na khabar shaam ki
Iski chahat mein hai bas nasha hi nasha
Koi maane na maane magar sach hai yeh
Sabse hoti hai ek baar aisi khata
Iski pyaas pata chalti hai
Jab honthon pe lab hota hai
Pyar ka kya matlab hota hai
Pyar ka matlab rab hota hai
Pyar ka matlab rab hota hai
Pyar ka matlab rab hota hai
Pyar ka matlab rab hota hai
Watch Video