Lyric4U
Pyar Ka Anjaam

Bewafaa

Watch Video
Lyrics
Pyar ka anjaam kisne socha
Hum toh mohabbat kiye ja rahe hai
Pyar ka anjaam kisne socha
Hum toh mohabbat kiye ja rahe hai
Deewane hum toh unke sanam
Bas unka naam liye ja rahe hai
Ishq hamesha hamesha rahega
Ishq hamesha hamesha rahega
Yeh waada hum toh kiye ja rahe hai
Pyar ka anjaam kisne socha
Hum toh mohabbat kiye ja rahe hai
Deewane hum toh unke sanam
Bas unka naam liye ja rahe hai
Pyaase dilon ke nazaron ka mausam
Aaya hai dekho bahaaron ka mausam
In baahon mein jeena hai humko
Jaan se zyada chahe sanam ko
Ab zindagi hai tumhari tamanna
Ab zindagi hai tumhari tamanna
Sab kuch tumhi ko diye ja rahe hai
Pyar ka anjaam kisne socha
Hum toh mohabbat kiye ja rahe hai
Charon taraf hai khushiyon ke mele
Unke bina hum akele akele
Bechani hai dil mein, jigar mein
Aane wala hai mehmaan ghar mein
Hum toh unhi ke deewangi mein
Hum toh unhi ke deewangi mein
Madhosh hoke jeeye ja rahe hai
Deewane hum toh unke sanam
Bas unka naam liye ja rahe hai
Jab tak gulon mein khushboo rahegi
Mehki hawa bhi fiza mein bahegi
Jab tak yeh aalam gulzar hoga
Dil mein hamare tera pyar hoga
Koi na jaane hum woh hai aashiq
Koi na jaane hum hai woh aashiq
Chahat ki shabnam piye ja rahe hai
Pyar ka anjaam kisne socha
Hum toh mohabbat kiye ja rahe hai
Deewane hum toh unke sanam
Bas unka naam liye ja rahe hai
Ishq hamesha hamesha rahega
Ishq hamesha hamesha rahega
Yeh waada hum toh kiye ja rahe hai
Pyar ka anjaam kisne socha
Hum toh mohabbat kiye ja rahe hai
Watch Video