Lyric4U
Pyar Aaya Pyar Aaya

Plan

Watch Video
Lyrics
Aankh meri hai, husn tera hai
Tujhko dekhun main haq yeh mera hai
Aankhon mein suroor hai
Baaton mein guroor hai
Chhalke chhalke chhalke
Bindiya meri bindiya
Le gayi teri nindiya
Chamke chamke chamke
Chain khoya tumko paaya
Pyar aaya pyar aaya saj dhaj ke mera yaar aaya

Main hoon deewana pyar ka maara
Jaan bhi de doon kar tu ishara
Dil se hai dil ka sauda hamara
Jaan kyun maange tumse hum yaara
Zindagi yeh aashiqui hai
Aashiqui ki toh yeh qaraar aaya
Pyar aaya pyar aaya saj dhaj ke mera yaar aaya
Pyar aaya pyar aaya saj dhaj ke mera yaar aaya
Hum hai manmauji, mauj karte hai
Ishq ke vaade roz karte hai
Roz hote hai tere hi charche
Roz jeete hai, roz marte hai
Har taraf tu rubaru hai
Saamne tu hi baar baar aaya