Pyaar Tune Kya Kiya
Pyaar Tune Kya Kiya
Lyrics
Pyaar tune kya kiya
Hmm mm mm kya kiya
Ek hi pal mein achanak
Pyaar tune kya kiya
Ae pyaar tune kya kiya
Ek hi pal mein achanak di hai nayi duniya, di hai nayi khushiya

Pehli dafaon se dekhkar hone laga kuch aisa asar

Khud se huyi main bekhabar, main hoon yahan dil mera hai wahan
Pyaar tune kya kiya
Ae pyaar tune kya kiya
Ek hi pal mein achanak di hai nayi duniya, di hai nayi khushiya
Tu de raha hai ehsaas yeh jaise koi mere paas hai

Jiske badan ko chhukar mere badan ko chhu rahi hai hawa

Watch Video