Lyric4U
Pyaar Kar

Humraaz

Watch Video
Lyrics
Pyaar kar, ikraar kar
Izhaar kar, inkaar kar
Chahe joh bhi de saza
Tujhe apna dil dene ka hai maza
Pyaar kar, ikraar kar
Izhaar kar, inkaar kar
Pyaar kar, ikraar kar
Izhaar kar, inkaar kar
Chahe joh bhi de saza
Tujhe apna dil dene ka hai maza
O tujhe apna dil dene ka hai maza
Pyaar kar, ikraar kar
Izhaar kar, inkaar kar
Chahe joh bhi de saza
Tujhe apna dil dene ka hai maza
O tujhe apna dil dene ka hai maza
Jab koi lagta hai dil-o-jaan se pyaara
Uska nazrein churana nahi hota hai gawara
Majboor karta hai pyaar
Yeh dil ka sauda hai yaar
Majboor karta hai pyaar
Yeh dil ka sauda hai yaar
Yeh dil ka khel ajeeb hai yaar
Jeet mein bhi kabhi hoti hai haar
Jeet ho ya haar ho
Aar ho ya paar ho
Chahe joh bhi ho saza
Tujhe apna dil dene ka hai maza
O tujhe apna dil dene ka hai maza
Aitbaar hua hai, mujhe pyaar hua hai
Koi lage apna sa pehli baar hua hai
Paana hai ab toh usse
Chaaha hai dil ne jise
Paana hai ab toh usse
Chaaha hai dil ne jise
Payega kaun, khoyega kaun
Kiska naseeb kya jaanega kaun
Joh bhi ho naseeb mein
Mehboob ho kareeb mein
Chahe joh ho rab ki raza
Tujhe apna dil dene ka hai maza
O tujhe apna dil dene ka hai maza
Pyaar kar, ikraar kar
Izhaar kar, inkaar kar
Chahe joh bhi de saza
Tujhe apna dil dene ka hai maza
Tujhe apna dil dene ka hai maza
Watch Video