Lyric4U
Priyatama O Meri Priyatama

Prem Qaidi

Watch Video
Lyrics
Priyatama o meri priyatama
Priyatama o meri priyatama
Maine prem kiya jab se
Sab bhool gaya tab se
Maine prem kiya jab se
Sab bhool gaya tab se
Teri palkon mein hai ab mere toh dono jahaan
Sajna o mere sajna
Sajna o mere sajna
Maine prem kiya jab se
Sab bhool gayi tab se
Maine prem kiya jab se
Sab bhool gayi tab se
Teri palkon mein hai ab mere toh dono jahaan
Priyatama o meri priyatama
Sajna o mere sajna
Ab toh kahin tere bin chain nahi aaye
Dard bichadne ka ab na saha jaaye
Ab toh kahin tere bin chain nahi aaye
Dard bichadne ka ab na saha jaaye
Adharon pe main tere adharon se chumban doon
Pyaase tere mann ko yovan ka sawan doon
Tere bina jeena nahi
Tu hai jahan main hoon wahin
Diya dil tujhko, tujhpe hi luta doon jaan
Sajna o mere sajna
Priyatama o meri priyatama
Behke nazaron mein khushboo badan ki hai
Aake gale lagja rut yeh milan ki hai
Behke nazaron mein khushboo badan ki hai
Aake gale lagja rut yeh milan ki hai
Naino ke darpan mein sapno ka sagar hai
Bechain ruhon mein yaadon ka manzar hai
Main hoon bani tere liye
Main hoon bana tere liye
Tann jhoom raha, bas mein na mere armaan
Priyatama o meri priyatama
Sajna o mere sajna
Maine prem kiya jab se
Sab bhool gaya tab se
Maine prem kiya jab se
Sab bhool gayi tab se
Teri palkon mein hai ab mere toh dono jahaan
Priyatama o meri priyatama
Sajna o mere sajna
Watch Video