Lyric4U
Poster Lagwa Do

Luka Chuppi

Watch Video
Lyrics
Ho yeh khabar chapwado akhbar mein
Poster lagwa do bazar mein
Ho yeh khabar chapwado akhbar mein
Poster lagwa do bazar mein
Ho ek ladka, ek ladki, ek ladka, ek ladki
Ek ladka ladki, ladka ladki, ladka ladki, ladka ladki ho dono pagal ho gaye pyar mein
Dhoondne ko pyar mein ghooma hoon gali gali
Tu joh mil gayi toh dil ko mil gayi tasali
Dhoondne ko pyar mein ghoomi hoon gali gali
Tu joh mil gaya toh dil ko mil gayi tasali
Ab joh mile hai hum tum aa ho jaaye khali bali
Yeh na ho phans jaaye, yeh na ho phans jaaye
Yeh na ho, na ho, na ho, na ho jaaye jaaye jaaye jaaye dono is sansar mein
Akhbar hua purana baby online de do news
Ki main teri mehbooba aur tu hai mera muse
Le le credit card tu meri aaj hi karle choose
Shaadi destination wali honeymoon on cruise
Aaj kal tere mere pyar ke charche har zubaan pe chhori
Sabko malum pad gaya toh kya baby I'm not sorry
Teri mummy ko nahi tension
Tere papa ka main pension
Tu lele na attention chhori pagal kyun hori, yeah
Yeh khabar chapwado akhbar mein
Poster lagwa do bazar mein
Yeh khabar chapwado akhbar mein
Arre poster lagwa do bazar mein
Ho ek ladka, ek ladki, ek ladka, ek ladki
Ek ladka ladki, ladka ladki, ladka ladki, ladka ladki ho dono pagal ho gaye pyar mein
Watch Video