Poocho Zara Poocho
Raja Hindustani
Lyrics
Poocho zara poocho mujhe kya hua hai
Kaisi bekaraari hai yeh, kaisa nasha hai
Tumse dil lagane ki saza hai
Rajaji tumse dil lagane ki saza hai
Poocho zara poocho mujhe kya hua hai
Kaisi bekaraari hai yeh, kaisa nasha hai
Poocho zara poocho mujhe kya hua hai
Kaisi bekaraari hai yeh, kaisa nasha hai
Tumse dil lagane ki saza hai
Aa ha ha tumse dil lagane ki saza hai
Rootha hai kyun Raja, kyun mujhse khafa hai
Kaisi berukhi hai mere dil ko pata hai
Tumse dil lagane ki saza hai
Aa ha ha tumse dil lagane ki saza hai
Kaante ho ya kaliyan ho
Bas mehboob ki galiyan ho
Saath tumhare chalna hai
Ishq ki aag mein jalna hai
Cheerke dekho dil mera
Is dil ka hai naam tera
Deewanagi kya cheez hai
Deewano ko bas hai pata
Poocho zara poocho mujhe kya hua hai
Kaisi bekaraari hai yeh, kaisa nasha hai
Tumse dil lagane ki saza hai
Aa yai ya tumse dil lagane ki saza hai
Chhodke tumko kidhar jaayein
Hum toh tere bin mar jaayein
Jee karta kuch kar jaayein
Pyar mein hadh se guzar jaayein
Hum woh nahi joh dar jaayein
Vaada karke mukar jaayein
Is pyar ka, takraar ka
Chahat ka hai apna maza
Poocho zara poocho mujhe kya hua hai
Kaisi bekaraari hai yeh, kaisa nasha hai
Tumse dil lagane ki saza hai
Aa ha ha tumse dil lagane ki saza hai
Poocho zara poocho mujhe kya hua hai
Kaisi bekaraari hai yeh, kaisa nasha hai
Tumse dil lagane ki saza hai
Aa ha ha tumse dil lagane ki saza hai
Aa ha ha tumse dil lagane ki saza hai
Aa yai ya tumse dil lagane ki saza hai
Watch Video