Lyric4U
Piya O Re Piya

Tere Naal Love Ho Gaya

Watch Video
Lyrics
Main vaari jawan
Main vaari jawan
Saathon ki ho ya bekasoor re
Main vaari jawan
Main vaari jawan
Dil toh hoya majboor
Main vaari jawan
Main vaari jawan
Chhu liya tune lab se aankhon ko
Mannatein poori tumse hi
Main vaari jawan
Tu mile jahan mera jahaan hai wahan
Raunakein sari tumse hi
Chhu liya tune lab se aankhon ko
Mannatein poori tumse hi
Tu mile jahan mera jahaan hai wahan
Raunakein sari tumse hi
Piya o re piya, piya re piya re piya
Piya o re piya, piya re piya re piya
In dooriyon ne nazdeekiyon se sauda koi kar liya
Chupke nigahon ne dil se ishq ka vaada koi kar liya
Main vaari jawan
Main vaari jawan
Saathon ki ho ya bekasoor re
Sau sau taron se bharke yeh daaman
Le chal mujhe kahin door
Piya o re piya, piya re piya re piya
Piya re ... re piya
Koi kami si thi jeene mein jana yeh humne kahan
Aise mile ho jaise humpe ho meherban yeh khuda
Main vaari jawan
Main vaari jawan
Saathon ki ho ya bekasoor re
Rab di marzi hai apna yeh milna
Barsa hai humpe uska noor
Piya o re piya, piya re piya re piya
Piya o re piya, piya re piya re piya
Watch Video