Lyric4U
Piya Bawri

Deewaar (2004)

Watch Video
Lyrics
O piya in nainan mein
Joh palak dhaank tohe loon
Na main dekhoon aur ko
Na tohe dekhan doon
Aa nazar mein tujhko main bhar loon
Tujhe dil mein apne aa dhar loon
Aa nazar mein tujhko main bhar loon
Tujhe dil mein apne aa dhar loon
Hui main deewani piya bawri
Piya bawri, piya bawri
(Sargam)
Aa nazar mein tujhko main bhar loon
Tujhe dil mein apne aa dhar loon
Hui main deewani piya bawri
Piya bawri, piya bawri
Pyar ka chadha joh nasha
Badha yeh nasha
Pyar ka ajab hai nasha
Naya yeh nasha, nasha hi nasha
Aa nazar mein tujhko main bhar loon
Tujhe dil mein apne aa dhar loon
Hui main deewani piya bawri
Piya bawri, piya bawri
Khwaab se mujhe tu jaga
Mita de haya
Raat se mujhe tu chura
Deewana bana, deewana bana
Aa nazar mein tujhko main bhar loon
Tujhe dil mein apne aa dhar loon
Hui main deewani piya bawri
Piya bawri, piya piya bawri
Watch Video