Phoolon Ka Taaron Ka (I)
Hare Rama Hare Krishna
Lyrics
Phoolon ka taaron ka sabka kehna hai
Ek hazaron mein meri behna hai
Saari umar humein sang rehna hai
Phoolon ka taaron ka sabka kehna hai
Ek hazaron mein meri behna hai
Saari umar humein sang rehna hai
Phoolon ka taaron ka sabka kehna hai
Yeh na jaana duniya ne tu hai kyun udaas
Teri pyaasi aankhon mein pyar ki hai pyaas
Yeh na jaana duniya ne tu hai kyun udaas
Teri pyaasi aankhon mein pyar ki hai pyaas
Aa mere paas aa, keh jo kehna hai
Ek hazaron mein meri behna hai
Saari umar humein sang rehna hai
Phoolon ka taaron ka sabka kehna hai
Bholi bhali Japani gudiya jaisi tu
Pyari pyari jaadu ki pudiya jaisi tu
Bholi bhali Japani gudiya jaisi tu
Pyari pyari jaadu ki pudiya jaisi tu
Daddy ka mummy ka sabka kehna hai
Ek hazaron mein teri behna hai
Saari umar humein sang rehna hai
Watch Video