Phir Na Mile Kabhi
Malang
Lyrics
Abke gaye ghar se joh tere phir na laut aaunga
Tu bhi mujhe bhool jaana main bhi bhool jaaunga
Abke gaye ghar se joh tere phir na laut aaunga
Tu bhi mujhe bhool jaana main bhi bhool jaaunga
Chalte chalte karta salaam aakhri
Rab se ab toh maangu bas dua yehi
Hum phir na mile kabhi
Hum phir na mile kabhi
Hum phir na mile kabhi
Phir na mile kabhi
Milte milte hum tere na ho jaaye
Mujhko dar hai mere gham kam na ho jaaye
Anjaane hai dono, yaar hum na ho jaaye
Jee na sakun tanha yeh alam na ho jaaye
Achhi hai mere liye teri kami
Tu aasman hai aur main hoon zameen
Hum phir na mile kabhi
Hum phir na mile kabhi
Hum phir na mile kabhi
Phir na mile kabhi
Hum phir na mile kabhi
Ehsaas na hua ke juda hone lage
Dekho haste haste hum rone lage
Kyun bewajah maine is ishq ko chhua
Pagalpan tha mera woh joh kuch bhi hua
Teri gali mein mujhko jaana nahi
Tu yaad mujhko ab aana nahi
Hum phir na mile kabhi
Hum phir na mile kabhi
Hum phir na mile kabhi
Phir na mile kabhi
Hum phir na mile kabhi
Watch Video