Lyric4U
Phir Le Aya Dil

Barfi

Watch Video
Lyrics
Phir le aya dil majboor
Kya ki jiye
Phir le aya dil majboor
Kya ki jiye
Raas na aya rehna door
Kya ki jiye
Dil keh raha usse maqammal kar bhi aao
Woh joh adhoori si baat baaki hai
Woh joh adhoori si yaad baaki hai
Woh joh adhoori si yaad baaki hai
Karte hai hum aaj qabool
Kya ki jiye
Ho gayi thi joh humse bhool
Kya ki jiye
Karte hai hum aaj qabool
Kya ki jiye
Ho gayi thi joh humse bhool
Kya ki jiye
Dil keh raha usse mayassar kar bhi aao
Woh joh dabi si aas baaki hai
Woh joh dabi si aanch baaki hai
Woh joh dabi si aanch baaki hai
Woh joh dabi si aanch baaki hai
Kismat ko hai yeh manzoor
Kya ki jiye
Milte rahe hum badastoor
Kya ki jiye
Kismat ko hai yeh manzoor
Kya ki jiye
Milte rahe hum badastoor
Kya ki jiye
Dil keh raha hai usse musalsal kar bhi aao
Woh joh ruki si raah baaki hai
Woh joh ruki si chah baaki hai
Woh joh ruki si chah baaki hai
Woh joh ruki si chah baaki hai
Watch Video