Pehli Baarish Main Aur Tu
Phool Aur Kaante
Lyrics
Pehli baarish main aur tu
Pehli baarish main aur tu
Door se bheeni khushboo aaye
Pehla mauka main aur tu
Pehla mauka main aur tu
Ek duje se milne aaye
Ab kya hoga anjaam khuda jaane
Ab kya hoga anjaam khuda jaane
Pehli baarish main aur tu
Pehla mauka main aur tu
Bheega bheega mausam aur tanhaai
Bheega bheega mausam aur tanhaai
Kismat se aaj aisi barsaat aayi
Gale lag jaao na
Aise sharmao na
Gale lag jaao na
Aise sharmao na
Saawan mein kaisi yeh doori
Pehli baarish main aur tu
Door se bheeni khushboo aaye
Pehla mauka main aur tu
Ek duje se milne aaye
Ab kya hoga anjaam khuda jaane
Ab kya hoga anjaam khuda jaane
Pehli baarish main aur tu
Pehla mauka main aur tu
Aaj fizaon mein nasha behisaab hai
Aaj fizaon mein nasha behisaab hai
Baadal mein pani hai ya ke sharaab hai
Mehki hawa, rit bhi haseen
Dil na behak jaaye kahin
Mehki hawa, rit bhi haseen
Dil na behak jaaye kahin
Doori abhi hai zaroori
Pehli baarish main aur tu
Door se bheeni khushboo aaye
Pehla mauka main aur tu
Ek duje se milne aaye
Ab kya hoga anjaam khuda jaane
Ab kya hoga anjaam khuda jaane
Pehli baarish main aur tu
Pehla mauka main aur tu
Pehli baarish main aur tu
Pehla mauka main aur tu
Watch Video