Pehle Pehle Pyar Ki Mulaqatein
The Great Gambler
Lyrics
Pehle pehle pyar ki mulaqatein yaad hai ... yaad hai
Mujhko toh tumhari sari baatein yaad hai ... achcha
Pehle pehle pyar ki mulaqatein yaad hai
Mujhko toh tumhari sari baatein yaad hai
Tumko kaise bhool gaya dil ka yeh afsana
Main tumko kya kahoon
O main tumko kya kahoon ... deewana
O main tumko kya kahoon ... deewana
Main tumko kya kahoon ... kaha na deewana
O main tumko kya kahoon ... deewana
Kitne logon se main milkar bhool jaata hoon
Yeh toh main jaanti hoon
Meri aadat hai aksar main bhool jaata hoon
Haan baba haan jaanti hoon
Kitne logon se main milkar bhool jaata hoon
Meri aadat hai aksar main bhool jaata hoon
Dekha phir kuch bhool gaya, mujhko yaad dilana
Mera kya naam hai
Yeh bhi bhool gaye
Mera kya naam hai ... anjaana
O mera kya naam hai ... anjaana
Par main tumko kya kahoon ... deewana
Achcha main sab baaton ka hisaab rakhunga
Yaad rahega na ... bilkul
Yaadon aur vaadon ki ek kitaab rakhunga
Dekho bhoolna nahi ... bilkul nahi
Acha main sab baaton ka hisaab rakhunga
Yaadon aur vaadon ki ek kitaab rakhunga
Sabse pehle us mein tum apna naam likhana
Tera kya naam hai
Tera kya naam hai ... Sultana
Hey tera kya naam hai ... Sultana
Main tumko kya kahoon ... kaha na deewana
O main tumko kya kahoon ... deewana
O main tumko kya kahoon ... deewana
Watch Video