Pehla Nasha
Jo Jeeta Wohi Sikandar
Lyrics
Chaahe tum kuch na kaho
Maine sun liya
Ke saathi pyar ka
Mujhe chun liya
Chun liya, maine sun liya
Pehla nasha, pehla khumaar
Naya pyar hai, naya intezaar
Kar loon main kya apna haal, aye dil-e-beqaraar
Mere dil-e-beqaraar tu hi bata
Pehla nasha, pehla khumaar
Udtha hi phiroon in hawaon mein kahin
Ya main jhool jaaon in ghataon mein kahin
Udtha hi phiroon in hawaon mein kahin
Ya main jhool jaaon in ghataon mein kahin
Ek kar doon aasmaan aur zameen
Kaho yaaron kya karoon kya nahi
Pehla nasha, pehla khumaar
Naya pyar hai, naya intezaar
Kar loon main kya apna haal, aye dil-e-beqaraar
Mere dil-e-beqaraar tu hi bata
Pehla nasha, pehla khumaar
Usne baat ki kuch aise dang se
Sapne de gaya woh hazaaron rang ke
Usne baat ki kuch aise dang se
Sapne de gaya woh hazaaron rang ke
Reh jaaon jaise main haar ke
Aur choome woh mujhe pyar se
Pehla nasha, pehla khumaar
Naya pyar hai, naya intezaar
Kar loon main kya apna haal, aye dil-e-beqaraar
Mere dil-e-beqaraar
Watch Video