Lyric4U
Pari Pari

Hungama

Watch Video
Lyrics
Pari pari hai ik pari
Aasmaan se aa giri
Saamne mere khadi
Mujhe usse pyar ho gaya
Haan mujhe usse pyar ho gaya
Pari pari hai ik pari
Aasmaan se aa giri
Saamne mere khadi
Mujhe usse pyar ho gaya
Haan mujhe usse pyar ho gaya
Woh chaand taaron ki roshni hai
Woh mandiron ka diya
Us jaan-e-man ki bas ik jhalak ne
Pagal mujhe kar diya
Woh mere saanson ki ragini hai
Woh mere dono jahaan
Woh maang le joh mujhse kabhi toh
Dil kya usse de doon jaan
Pari pari hai ik pari
Aasmaan se aa giri
Saamne mere khadi
Mujhe usse pyar ho gaya
Haan mujhe usse pyar ho gaya
Joh muskurake dekha mujhe toh
Hua mera dil fida
Hai uske jaisi badi suhaani
Us naazneen ki ada
Ussi ke khwaabon mein khoya rehta
Main aaj kal raat bhar
Subah subah jab main aankhen kholon
Aaye mujhe woh nazar
Pari pari hai ik pari
Aasmaan se aa giri
Saamne mere khadi
Mujhe usse pyar ho gaya
Haan mujhe usse pyar ho gaya
Mujhe usse pyar ho gaya
Haan mujhe usse pyar ho gaya
Watch Video