Lyric4U
Pardesiyon Se Na Akhiyan Milana (Sad)

Jab Jab Phool Khile

Watch Video
Lyrics
Pardesiyon se na akhiyan milana
Pardesiyon se na akhiyan milana
Pardesiyon ko hai ik din jana
Pardesiyon se na akhiyan milana
Pardesiyon se na akhiyan milana
Pyar se apne yeh nahi hote
Pyar se apne yeh nahi hote
Yeh patthar hai yeh nahi rote
Yeh patthar hai yeh nahi rote
Inke liye na aansun bahana haaye
Pardesiyon se na akhiyan milana
Pardesiyon se na akhiyan milana
Na yeh baadal na yeh taare
Na yeh baadal na yeh taare
Yeh kagaz ke phool hai sare
Yeh kagaz ke phool hai sare
In phoolon ke na baagh lagana
Pardesiyon se na akhiyan milana
Pardesiyon se na akhiyan milana
Humne yahi ik baar kiya tha
Humne yahi ik baar kiya tha
Ik pardesi se pyar kiya tha
Ik pardesi se pyar kiya tha
Ro roke kehta hai dil yeh deewana
Pardesiyon se na akhiyan milana
Pardesiyon se na akhiyan milana
Pardesiyon ko hai ik din jana
Pardesiyon se na akhiyan milana
Pardesiyon se na akhiyan milana
Watch Video