Pardesi (I)
Kahin Pyaar Na Ho Jaaye
Lyrics
Pardesi pardesi maine mohabbat karli karli pardesi
Pardesi maine mohabbat karli karli pardesi
Tune chhede hai dil ke taar
Jeeya aisa kiya beqaraar
Tu bhi jawan main bhi jawan, rut hai pyar ki
Pardesi pardesi maine mohabbat karli karli pardesi
Launga main chaand taare
Kehte hai yeh premi saare
Mujhko yeh kehna nahi aankhon mein sab likha hai
Kar le yakeen tu yeh chehra mera aaina hai
Dil dhadke mera baar baar
Tu bhi sun le yeh dil ki pukaar
Zindagi ki har khushi tujhpe vaar di pardesi
Pardesi maine mohabbat karli karli pardesi
Sawariya re o sawariya le gaya dil tu o sawariya
Aankhon mein likha tha padh nahi paaye
Baat itni si keh nahi paaye
Aankhon mein likha tha padh nahi paaye
Baat itni si keh nahi paaye
Aaj kehna pada mere yaar
Tu hi hai mere dil ka qaraar
Saansein ban gayi yaara dhun yeh pyar ki pardesi
Pardesi maine mohabbat karli karli pardesi
Watch Video