Lyric4U
Param Pita Parmeshwar

Jaagruti

Watch Video
Lyrics
Hey param pita parmeshwar
Aisi jaagruti paida kar
Hey param pita parmeshwar
Aisi jaagruti paida kar
Hinsa ki aag bujh jaye
Hinsa ki aag bujh jaye
Antar mein prem lehraye
Param pita parmeshwar
Aisi jaagruti paida kar
Hinsa ki aag bujh jaye
Antar mein prem lehraye
Param pita parmeshwar
Bhaichaare ki baat chale
Phir pooja ho manavta ki
Bhaichaare ki baat chale
Phir pooja ho manavta ki
Duniya mein naya savera ho
Duniya mein naya savera ho
Dhale raat yeh danavta ki
Woh ramrajya phir aaye
Antar mein prem lehraye
Param pita parmeshwar
Khushali ke din hoon sada
Koi nirdhan anaath na hove
Khushali ke din hoon sada
Koi nirdhan anaath na hove
Ganga Jamuna ki dharti par
Ganga Jamuna ki dharti par
Har manav sukoon se sove
Jab koi bhi na dukh paye
Antar mein prem lehraye
Param pita parmeshwar
Aisi jaagruti paida kar
Hinsa ki aag bujh jaye
Antar mein prem lehraye
Param pita parmeshwar
Watch Video