Papa Kehte Hain
Qayamat Se Qayamat Tak
Lyrics
Papa kehte hain bada naam karega
Beta hamara aisa kaam karega
Magar yeh toh koi na jaane
Ke meri manzil hain kahan
Papa kehte hain bada naam karega
Beta hamara aisa kaam karega
Magar yeh toh koi na jaane
Ke meri manzil hain kahan
Papa kehte hain bada naam karega
Baithe hain milke sab yaar apne
Sabke dilon mein armaan yeh hain
Baithe hain milke sab yaar apne
Sabke dilon mein armaan yeh hain
Woh zindagi mein kal kya banega
Har ik nazar ka sapna yeh hain
Koi engineer ka kaam karega
Business mein koi apna naam karega
Magar yeh toh koi na jaane
Ke meri manzil hain kahan
Papa kehte hain bada naam karega
Mera toh sapna hain ek chehra
Dekhe joh usko jhoome bahaar
Mera toh sapna hain ek chehra
Dekhe joh usko jhoome bahaar
Gaalon mein khilti kaliyon ka mausam
Aankhon mein jaadu honthon mein pyar
Banda yeh khoobsurat kaam karega
Dil ki duniya mein apna naam karega
Meri nazar se dekho toh yaaron
Ke meri manzil hain kahan
Papa kehte hain bada naam karega
Watch Video