Pal
Jalebi
Lyrics
Pal ek pal mein hi tham sa gaya
Tu haath mein haath joh de gaya
Chalun main jahan jaaye tu
Dayein main tere bayein tu
Hoon rutt main hawayein tu saathiya
Hasun main jab gaaye tu
Roun main murjhaye tu
Bheegun main barsaye tu saathiya
Saaya mera hai teri shakal
Haal hai aisa kuch aaj kal
Subah main hoon tu dhoop hai
Main aaina hoon tu roop hai
Yeh tera saath khoob hai humsafar
Tu ishq ke saare rang de gaya
Phir kheench ke apne sang le gaya
Kahin pe kho jaaye chal
Jahan yeh ruk jaaye pal
Kabhi na phir aaye kal saathiya
Ek maange agar sau khwaab doon
Tu rahe khush main aabad hoon
Tu sabse juda juda sa hai
Tu apni tarah tarah sa hai
Mujhe lagta nahi hai tu doosra
Pal ek pal mein hi tham sa gaya
Tu haath mein haath joh de gaya
Chalun main jahan jaaye tu
Dayein main tere bayein tu
Hoon rutt main hawayein tu saathiya
Hasun main jab gaaye tu
Roun main murjhaye tu
Bheegun main barsaye tu saathiya
Watch Video