Om Jai Jagdish Hare
Purab Aur Pachhim
Lyrics
Om bhur bhuvah svah
Tatsavitur varenyam
Bhargo devasya dhimahi
Dhiyo yonah prachodayat
Om Jai Jagdish Hare
Swami Jai Jagdish Hare
Bhakt jano ke sankat
Daas jano ke sankat
Kshan mein door kare
Om Jai Jagdish Hare
Joh dhyave phal paave
Dukh bin se mann ka
Swami dukh bin se mann ka
Sukh sampati ghar aave
Sukh sampati ghar aave
Kasht mite tann ka
Om Jai Jagdish Hare
Maat pita tum mere
Sharan padhon kiski
Swami sharan padhon kiski
Tum bin aur na duja
Prabhu bin aur na duja
Aas karoon kiski
Om Jai Jagdish Hare
Tum pooran paramatma
Tum antaryami
Swami tum antaryami
Paar brahm parmeshwar
Paar brahm parmeshwar
Tum sabke swami
Om Jai Jagdish Hare
Tum karuna ke saagar
Tum paalan karta
Swami tum paalan karta
Main moorakh khalkhami
Main sevak tum swami
Kripa karo bharta
Om Jai Jagdish Hare
Om Jai Jagdish Hare
Swami Jai Jagdish Hare
Bhakt jano ke sankat
Daas jano ke sankat
Kshan mein door kare
Om Jai Jagdish Hare
Vishay vikaar mitaao
Paap haro deva
Swami paap haro deva
Shradha bhakti badhao
Shradha bhakti badhao
Santan ki seva
Om Jai Jagdish Hare
Tann, mann, dhan sab hai tera
Swami sab kuch hai tera
Swami sab kuch hai tera
Tera tujhko arpan
Tera tujhko arpan
Kya lage mera
Om Jai Jagdish Hare
Om Jai Jagdish Hare
Swami Jai Jagdish Hare
Bhakt jano ke sankat
Daas jano ke sankat
Kshan mein door kare
Om Jai Jagdish Hare
Om Jai Jagdish Hare
Swami Jai Jagdish Hare
Bhakt jano ke sankat
Daas jano ke sankat
Kshan mein door kare
Om Jai Jagdish Hare
Watch Video