Oh Mama Mama
Rehnaa Hai Terre Dil Mein
Lyrics
Hum toh hai deewane, mastaane, Mumbaiya
Oh mama mama mama
Hum saare hai Mumbaiya
Hum betaale bhi milke
Taal mein naache ta thaiya
Oh mama mama mama
Hum saare hai Mumbaiya
Hum betaale bhi milke
Taal mein naache ta thaiya
Oh la la ... oh la la
Hum peete masti ka pyala
Gopala ... Gopala
Khul jaaye kismat ka taala
Peeche mudke dekh raha kyun
Keh de na kai zaala
Oh mama mama mama
Hum saare hai Mumbaiya
Hum betaale bhi milke
Taal mein naache ta thaiya
Oh la la ... oh la la
Hum peete masti ka pyala
Gopala ... Gopala
Khul jaaye kismat ka taala
Peeche mudke dekh raha kyun
Keh de na kai zaala
Hum toh hai deewane, mastaane, Mumbaiya
Kaisa ghotala hai
Kaisi yeh mixing hai
Parde ke peeche hai kya drama
Kaisa tehelka hai
Kya match fixing hai
Yeh kya macha hai roz hungama
Na woh Gandhi rahe
Na woh Gautam rahe
Na woh public rahi
Na woh mausam rahe
Oh mama mama mama
Hum saare hai Mumbaiya
Hum betaale bhi milke
Taal mein naache ta thaiya
Oh la la ... oh la la
Hum peete masti ka pyala
Gopala ... Gopala
Khul jaaye kismat ka taala
Peeche mudke dekh raha kyun
Keh de na ... na na na
Chahe, chahe, hum toh chahe
Chahe, chahe, hum toh chahe
Aankhon mein telescope hum chahe
Pairon mein rocket speed hum chahe
Kudiyon ke saath de hum chahe
Disco mein rehna le hum chahe
Aaju usse dekho ya
Baaju se dekho tum
Chaaron taraf se lagti sundari
Yaaron style se
Bole mobile se
Rehti kahan hai poocho yeh pari
Chashma aankhon pe hai
Haathon mein hai ghadi
Gusse mein hai khadi
Kyun gulaabi chhadi
Oh mama ... oh mama ... oh mama
Oh mama mama mama
Hum saare hai Mumbaiya
Hum betaale bhi milke
Taal mein naache ta thaiya
Oh la la ... oh la la
Hum peete masti ka pyala
Gopala ... Gopala
Khul jaaye kismat ka taala
Peeche mudke dekh raha kyun
Keh de na kai zaala
Watch Video