Lyric4U
Odh Li Chunariya

Pyaar Kiya To Darna Kya

Watch Video
Lyrics
Odh li chunariya tere naam ki
Tere pyaar mein doob gaye hai
Hum khudko hi bhool gaye hai
O mere dildaar
Odh li chunariya tere naam ki
Odh li chunariya tere naam ki
Chahe duniya joh bhi soche humko karna kya
Pyaar kiya to darna kya
Jab pyaar kiya to darna kya
Odh li chunariya tune mere naam ki
Odh li chunariya tune mere naam ki
Chahe duniya joh bhi soche humko karna kya
Pyaar kiya to darna kya
O jab pyaar kiya to darna kya
Odh li chunariya tere naam ki
Tanha tanha tha yeh dil
Khoya khoya tha yeh dil
Bechaini ka aalam tha
Soona mann ka aangan tha
Jab se tum ho mile
Mit gaye sab gile
Jab se tum ho mile
Mit gaye sab gile
Maine bhi yeh tey kiya hai
Aayegi teri doli mere hi angna
Odh li chunariya tune mere naam ki
Chahe duniya joh bhi soche humko karna kya
Pyaar kiya to darna kya
O jab pyaar kiya to darna kya
Odh li chunariya tere naam ki
Tauba tauba yeh aankhen
Kehti hai sau sau baatein
Jaane kaisa jaadu hai
Mera dil beqaabu hai
Rab se jab maanga
Bas tujhe maanga
Rab se jab maanga
Bas tujhe maanga
Pyaar ki bindiya chamka de tu
Mujhko kangan pehna de tu
Kar de shagun sajna
Odh li chunariya tere naam ki
Chahe duniya joh bhi soche humko karna kya
Pyaar kiya to darna kya
O jab pyaar kiya to darna kya
Odh li chunariya tere naam ki
Watch Video