O Yaara Dildara
Aadmi Aur Insaan
Lyrics
Dil karta o yaara dildara mera dil karta
O yaara dildara mera dil karta
Aisa kuch kar paaye yaadon mein bas jaaye
Dil karta o yaara dildara mera dil karta
O yaara dildara mera dil karta
Ho sadiyon jahaan mein ho charcha hamara
Dil karta o yaara dildara mera dil karta
O yaara dildara mera dil karta
Jalti mashaalein leke milne ki raaton mein, milne ki raaton mein ... hoye hoye
Aage aage hum chale yaaron ki baraaton mein, yaaron ki baraaton mein ... hoye hoye
Hase koi bholi bhali apni bhi baaton mein, apni bhi baaton mein ... hoye hoye
Kisi ki kalaai aaye apne bhi haathon mein, apne bhi haathon mein
Ho sadiyon jahaan mein ho charcha hamara
Dil karta o yaara dildara mera dil karta
O yaara dildara mera dil karta
Aisa kuch kar paaye yaadon mein bas jaaye
Dil karta o yaara dildara mera dil karta
O yaara dildara mera dil karta
Humsa jiyala koi mile na hazaron mein, mile na hazaron mein ... hoye hoye
Mare chahe jeeye rahe agli kataaron mein, agli kataaron mein ... hoye hoye
Jhalke hamara lahu kal ki bahaaron mein, kal ki bahaaron mein ... hoye hoye
Ashqon ka tohfa ho ke bant jaaye yaaron mein, bant jaaye yaaron mein

Watch Video