Lyric4U
O Saathi

Baaghi 2

Watch Video
Lyrics
Allah mujhe dard ke kabil bana diya
Toofan ko hi kashti ka sahil bana diya
Bechainiyan samet ke saare jahaan ki
Jab kuch na ban saka toh mera dil bana diya
O saathi tere bina raahi ko raah dikhe na
O saathi tere bina sahil dhuaan dhuaan
Aankhen moonde toh jaane kise dhoondhe
Ke soya jaaye na
Ke soya jaaye na
Kise dhoondhe yeh khwahishon ki boondein
Ke soya jaaye na
Ke soya jaaye na
Maano nindiya piroya jaaye na
Maano nindiya piroya jaaye na
Allah mujhe dard ke kabil bana diya
Toofan ko hi kashti ka sahil bana diya
Bechainiyan samet ke saare jahaan ki
Jab kuch na ban saka toh mera dil bana diya
O saathi tere bina raahi ko raah dikhe na
O saathi tere bina sahil dhuaan dhuaan
Watch Video