Lyric4U
O Mere Gudde Raja

Divya Shakti

Watch Video
Lyrics
Arre O mere gudde raja, tujhe kaise pyar shikhaun
O mere gudde raja, tujhe kaise pyar shikhaun
Ya tu sayana ban ja ya main gudiya ban jaun

Yeh pyar ka rog bura hai, kaise tujhko samjhaun

Main dil lagake tujhse bemaut na mar jaun

Arre o mere gudde raja haan
Kyun mujhse aankhen churata hai, churata hai
Palakein sharam se jhukata hai, jhukata hai
Bhola hoon main, nadaan hoon
In baaton se anjaan hoon
Arre aa mere Ram bharose, tujhko main dil mein bithaun
Ya tu sayana ban ja ya main gudiya ban jaun
Ya tu sayana ban ja ya main gudiya ban jaun
O mere gudde raja, tujhe kaise pyar shikhaun
Bachke kahan mujhse jayega, tu jayega
Kaise tu peecha chhudayega, chhudayega
Kyun hai mere aage khadi
Peeche mere kyun hai padi
Arre aa teri soyi soyi dhadkan mein pyaas jaga doon