O Mere Daddy
Hum Tum Pe Marte Hain
Lyrics
O mere daddy
O mere daddy yeh kab hua tha, kaise hua tha bhala
Mummy ko tumne kaise pataya yeh toh bata do zara
Tumko bata doon baat yeh kaise dil ka hai yeh mamla

Kuch toh kaho dil ka haal
Poocho na aise sawaal
Koi ishara karo
Chup se guzara karo
Kaise hui thi mulaqat
Mulaqat, us din hui thi barsaat
Arre baaton mein teri main aa gaya kya
Chalak hai tu bada
O mere daddy yeh kab hua tha, kaise hua tha bhala
Mummy ko tumne kaise pataya yeh toh bata do zara
Tumko bata doon baat yeh kaise dil ka hai yeh mamla
O mere daddy yeh kab hua tha, kaise hua tha bhala
Hum bhi kabhi the jawan
Chhedo toh woh dastan
Tum se yeh sab kyun kahun
Kya main koi gair hoon
Pehli nazar ka tha pyar
Daddy please please thoda karo intezar
Kagaz pe likh loon main yeh fasana
Mere bhi kaam aayega
Kaise hua tha milan
Arre mat pooch bhai
Karne pade sau jatan
Pehli purani koi baat
Picture gaye the hum saath
Kya tha us picture ka naam
Naam tha joru ka ghulam
Arre teri mummy meri joru bani
Main ban gaya uska ghulam
Watch Video