Lyric4U
O Jaanewale

Shree 420

Watch Video
Lyrics
Tumhe kasam hai mere dil ko yoon na tadpao
Yeh iltija hai ke mudh mudh ke dekhte jaao
O jaanewale mudh ke zara dekhte jaana
Zara dekhte jaana
O jaanewale mudh ke zara dekhte jaana
Zara dekhte jaana
Dil todh ke toh chal diye mujhko na bhulana
Zara dekhte jaana
Fariyad kar rahi hai khamosh nigaahein
Khamosh nigaahein
Fariyad kar rahi hai khamosh nigaahein
Khamosh nigaahein
Aansoon ki tarah aankh se mujhko na girana
Zara dekhte jaana
O jaanewale mudh ke zara dekhte jaana
Zara dekhte jaana
Watch Video