O Jaaneman Chehra Tera
Raghuveer
Lyrics
O jaaneman chehra tera jaadu koi jaadu
O jaaneman chehra tera jaadu koi jaadu
Dekha hai maine teri nazar mein
Teri nazar mein, tere jigar mein jaadu koi jaadu
Jaadu o koi jaadu
O jaaneman chehra tera jaadu o koi jaadu
Mehboob sanam tere sar ki kasam deedar hua jab se
Meri neend gayi mera chain gaya mujhe pyar hua tab se
Bechain kiya jab dil ne mujhe tujhe maang liya rab se
Seene mein chupake rakha hai dildaar tujhe tab se
Teri hasi mein, tere labon mein
Gaalon pe tere, teri laton mein jaadu o koi jaadu
Jaadu o koi jaadu
O dilruba yeh ishq kya jaadu koi jaadu
Jaun main jahan har waqt wahan teri yaad satati hai
Aawaaz koi har waqt mujhe kyun paas bulati hai
Sapno ki pari banke joh kabhi tu saamne aati hai
Sach kehta hoon meri jaan meri tu hosh udati hai
Baaton mein teri, teri sada mein
Saanson mein teri, teri wafa mein jaadu koi jaadu
Jaadu haan koi jaadu
Jaanejigar teri kamar jaadu o koi jaadu
Dekha hai maine teri nazar mein
Teri nazar mein, tere jigar mein jaadu koi jaadu
Jaadu haan haan jaadu
O jaaneman chehra tera jaadu o koi jaadu
Jaadu ... jaadu
Jaadu ... jaadu
Watch Video