O Jaana Yeh Maana
Jab Pyaar Kisise Hota Hai
Lyrics
O jaana yeh maana
Tu hai mera deewana
O jaana yeh maana
Tu hai mera deewana
Tu kare joh ishara chali aaun yaara main
Chhod ke yeh zamana
O jaana yeh maana
Tu hai mera deewana
Tu kare joh ishara chali aaun yaara main
Chhod ke yeh zamana
O jaana yeh maana
Teri meri nazar mil gayi
Arre dil se dil ki dagar mil gayi haan
Bin kahe bin sune dekhle
Dil ko dil ki khabar mil gayi
Yeh dil churake tu aankhen na mujhse churana
O jaana yeh maana
Tu hai mera deewana
Tu kare joh ishara chali aaun yaara main
Chhod ke yeh zamana
O jaana na jaana
Dil doon ya jaan doon, naam le
Arre baahon mein tu mujhe thaam le haan
Ho na jaaye nasha pyaar ka
O sanam hosh se kaam le
Main kya karoon bin peeye ho gaya mastana
O jaana yeh maana
Tu hai mera deewana
O jaana yeh maana
Tu hai mera deewana
Tu kare joh ishara chali aaun yaara main
Chhod ke yeh zamana
Watch Video