O Jaana Na Jaana
Jab Pyaar Kisise Hota Hai
Lyrics
O jaana na jaana
Yeh dil tera deewana
O jaana na jaana
Yeh dil tera deewana
Jahan bhi tu jaaye tere peeche aaye
Yeh tera aashiq purana
O jaana na jaana
Yeh dil tera deewana
Jahan bhi tu jaaye tere peeche aaye
Yeh tera aashiq purana
O jaana na jaana
Zor chalta nahi, kya karoon
Dil sambhalta nahi, kya karoon haaye
Aisa kaanta laga pyaar ka
Ab nikalta nahi, kya karoon
Teri nigaahon ka main ban gaya hoon nishana
O jaana na jaana
Yeh dil tera deewana
Jahan bhi tu jaaye tere peeche aaye
Yeh tera aashiq purana
O jaana na jaana
Saari duniya se hum rooth ke
Arre aa mohabbat kare toot ke
Udd na jaaye kabhi kya pata
Koi bhanwra mujhe loot ke
Bhanwra nahi hai mera naam hai parwana
O jaana yeh maana
Tu hai mera deewana
O jaana yeh maana
Tu hai mera deewana
Tu kare joh ishara chali aaun yaara main
Chhod ke yeh zamana
Watch Video